Top 375+ Ishq Shayari ❤️ Dil Chhoo Lene Wali Mohabbat 2026

Ishq Shayari
Ishq Shayari

Ishq Shayari sirf lafzon ka majmua nahi, balki dil ke un gehre jazbaaton ka izhar hai jo aksar alfaazon mein bayan nahi ho paate. Chahe wo True Love Shayari, Romantic Ishq Shayari, ya Heart Touching Mohabbat Shayari ho, har sher mohabbat ke kisi na kisi ehsaas ko zinda kar deta hai. Subah uthna, uski ek jhalak ki dua karna, aur bina bataye chupke se muskura dena… ye sirf aadat nahi hai, ye ishq hai. Yaad hai vo din jab tumne apne closest dost ko bataya tha ki “Yaar, mujhe kisi se pyar ho gaya hai”? Aur usne kaha tha, “Pagal ho gaya hai tu.” Haan, hum pagal the. Aur hum aaj bhi hain. Kyonki ishq karna, kisi ek chehre mein apni poori duniya dekhna — ye pagalpan hi toh hota hai. Har wo insaan jo kabhi raat ko 3 baje jaaga hai, sirf uski ek text ka wait karte hue, wo jaanta hai ki ishq sirf khushi nahi, ek sukoon bhari aag hai. Aur jab humare paas shabd nahi hote, tab sahi Ishq Shayari humari zubaan ban jaati hai.

Ishq Shayari

Ishq Shayari
Ishq Shayari


तुमसे मिलकर ही मैंने यह जाना है,
सच्ची मोहब्बत में होता दिल दीवाना है..!

Tumse milkar hi maine yeh jaana hai,
Sachchi mohabbat mein hota dil deewana hai..! 💖

Ishq Shayari
Ishq Shayari

इश्क़ वो नही जो सिर्फ़ हासिल हो,
इश्क़ तो वो है जो दिल में बसा हो..!

Ishq wo nahi jo sirf haasil ho,
Ishq to wo hai jo dil mein basa ho..! ❤️

Ishq Shayari
Ishq Shayari

ये इश्क उम्र भर ऐसा असर छोड़ जाता है,
कभी तनहाई तो कभी ख्वाबों बन कर तड़पाता है..!

Ye ishq umr bhar aisa asar chhod jaata hai,
Kabhi tanhai to kabhi khwabon ban kar tadpata hai..! 🌹

Ishq Shayari
Ishq Shayari

दिल की गहराइयों में तेरा नाम लिखा है,
इसीलिए सनम तेरे इश्क में ये मजनू पीछे पड़ा है..!

Dil ki gehraiyon mein tera naam likha hai,
Isiliye sanam tere ishq mein ye Majnu peeche pada hai..! 💘

Ishq Shayari
Ishq Shayari

कोई अजनबी खास हो रहा है,
लगता है फिर प्यार हो रहा है..!

Koi ajnabi khaas ho raha hai,
Lagta hai phir pyaar ho raha hai..! 😊

तेरे इश्क की दुनिया में खो जाना चाहता हूँ,
तेरी मोहब्बत की राह पर हमेशा चलना चाहता हूँ..!

Tere ishq ki duniya mein kho jaana chahta hoon,
Teri mohabbat ki raah par hamesha chalna chahta hoon..! 💞

इश्क मुस्कुराता हुआ बोला माफ करना मैं अंधा हूँ,
दिल के दरवाजे पर लिखा था अंदर आना मना है..!

Ishq muskurata hua bola maaf karna main andha hoon,
Dil ke darwaze par likha tha andar aana mana hai..! 😍

इश्क़ ने तेरे दीदार का फ़क़ीर बना दिया,
बादशाह थे हम अपनी मिज़ाज ए मस्ती के..!

Ishq ne tere deedar ka faqeer bana diya,
Badshah the hum apni mizaaj-e-masti ke..! 👑

गिले भी हैं तुझसे शिकायतें भी हजार हैं,
फिर भी जाने क्यों मुझे तुझसे ही प्यार है..!

Gile bhi hain tujhse, shikayatein bhi hazaar hain,
Phir bhi jaane kyun mujhe tujhse hi pyaar hai..! 💗

मोहब्बत हो रही है तुमसे क्या किया जाए,
तेरी छुअन से मेरी धड़कनों को सुकून मिल जाए..!

Mohabbat ho rahi hai tumse kya kiya jaaye,
Teri chhuan se meri dhadkano ko sukoon mil jaaye..! 🌸

Ishq Shayari in Hindi

Ishq Shayari in Hindi
Ishq Shayari in Hindi

हमने देखा था शौक-ए-नज़र की खातिर,
ये न सोचा था के तुम दिल में उतर जाओगे..!!

Humne dekha tha shauk-e-nazar ki khaatir,
Ye na socha tha ke tum dil mein utar jaoge..!! 💖

इश्क़ वो नही जो सिर्फ़ हासिल हो,
इश्क़ तो वो है जो दिल में बसा हो..!

Ishq wo nahi jo sirf haasil ho,
Ishq to wo hai jo dil mein basa ho..! ❤️

लफ्ज़ों की कमी है आजकल,
दिल की मरम्मत चल रही है..!

Lafzon ki kami hai aajkal,
Dil ki marammat chal rahi hai..! 💔

लिख तू कुछ ऐसा ऐ-दिल जिसे पढ़,
वो रोए भी ना और रात भर सोए भी ना..!

Likh tu kuch aisa ae-dil jise padh,
Woh roye bhi na aur raat bhar soye bhi na..! 🌙


ख्वाहिश तो थी मिलने की, पर कभी कोशिश नहीं की,
सोचा के जब खुदा माना है तुझको तो बिन देखे ही पूजेंगे..!

Khwaahish to thi milne ki, par kabhi koshish nahi ki,
Socha ke jab khuda maana hai tujhko to bin dekhe hi poojenge..! 🌹

राने की ज़रूरत ही ना पड़ी कभी,
तेरे बे-हिसाब ख्यालों ने बे-तहाशा लफ्ज़ दिए..!

Alfaaz churane ki zaroorat hi na padi kabhi,
Tere be-hisaab khayalon ne be-tahasha lafz diye..! 💞


मुझे खींच ही लेती है हर बार उसकी मोहब्बत,
वरना बहुत बार मिला हूँ आखिरी बार उससे..!

Mujhe kheench hi leti hai har baar uski mohabbat,
Warna bahut baar mila hoon aakhiri baar usse..! 💘

शायद तेरा नजरिया मेरे नजरिए से अलग था,
तू वक्त गुजारना चाहती थी और मैं जिंदगी..!

Shayad tera nazariya mere nazariye se alag tha,
Tu waqt guzaarna chahti thi aur main zindagi..! 💔

आईने में वो देख रहे थे बहार-ए-हुस्न,
आया मेरा ख़याल तो शर्मा के रह गए..!

Aaine mein wo dekh rahe the bahaar-e-husn,
Aaya mera khayal to sharma ke reh gaye..! 🌸

उस शक़्स से फ़क़त इतना सा ताल्लुक है मेरा,
वो परेशान होता है तो मुझे नींद नहीं आती..!

Us shakhs se faqat itna sa taalluq hai mera,
Woh pareshaan hota hai to mujhe neend nahi aati..! 💗

Ek Tarfa Ishq Shayari

Ek Tarfa Ishq Shayari
Ek Tarfa Ishq Shayari

इश्क़ है या कुछ और ये तो पता नहीं,
पर जो तुमसे है वो किसी और से नहीं..!

Ishq hai ya kuch aur ye to pata nahi,
Par jo tumse hai wo kisi aur se nahi..! 💔

तेरे बिना अधूरी है हर कहानी मेरी,
इश्क़ ने लिखी है ज़िंदगी तेरे नाम मेरी..!

Tere bina adhoori hai har kahani meri,
Ishq ne likhi hai zindagi tere naam meri..! 🌹

से मिलने की चाहत दिल में रहती है,
तेरे बिना ज़िंदगी अधूरी सी लगती है..!

Tujhse milne ki chaahat dil mein rehti hai,
Tere bina zindagi adhoori si lagti hai..! 💔

तेरी एक मुस्कान पर हम फिदा हो गए,
बिना कहे ही तेरे इश्क़ के गुलाम हो गए..!

Teri ek muskaan par hum fida ho gaye,
Bina kahe hi tere ishq ke ghulam ho gaye..! 💘

खों में खुद को मैं खो बैठा,
तू मिले या ना मिले मैं तेरा हो बैठा..!

Teri aankhon mein khud ko main kho baitha,
Tu mile ya na mile main tera ho baitha..! 🌙

इश्क़ वो नहीं जो लफ़्ज़ों में बयां हो जाए,
इश्क़ वो है जो खामोशी में भी समझ आ जाए..!

Ishq wo nahi jo lafzon mein bayaan ho jaaye,
Ishq wo hai jo khaamoshi mein bhi samajh aa jaaye..! 💔

कुछ तो मजबूरियाँ रही होंगी,
यूँ कोई बेवफ़ा नहीं होता..!

Kuch to majbooriyan rahi hongi,
Yoon koi bewafa nahi hota..! 😔

न जी भर के देखा न कुछ बात की,
बड़ी आरज़ू थी मुलाक़ात की..!

Na jee bhar ke dekha na kuch baat ki,
Badi aarzu thi mulaqaat ki..! 💭

और क्या देखने को बाक़ी है,
आप से दिल लगा के देख लिया..!

Aur kya dekhne ko baaqi hai,
Aap se dil laga ke dekh liya..! 💔

होश वालों को ख़बर क्या बे-ख़ुदी क्या चीज़ है,
इश्क़ कीजिए फिर समझिए ज़िंदगी क्या चीज़ है..!

Hosh walon ko khabar kya be-khudi kya cheez hai,
Ishq kijiye phir samjhiye zindagi kya cheez hai..! 🌹

Ishq Shayari 2 Line

Ishq Shayari 2 Line
Ishq Shayari 2 Line

इश्क़ वो है जो खामोशी में भी समझ आ जाए,
लफ़्ज़ों की ज़रूरत न हो फिर भी दिल भर आए..!

Ishq wo hai jo khaamoshi mein bhi samajh aa jaaye,
Lafzon ki zaroorat na ho phir bhi dil bhar aaye..! 💔

जो उम्र भर ना मिल सके,
उसे उम्र भर चाहना इश्क़ है..!

Jo umr bhar na mil sake,
Use umr bhar chaahna ishq hai..! 🌹

तेरी चौखट से सिर उठ जाऊं तो बेवफा कहना,
तेरे सिवा किसी और को चाहूं तो बेवफा कहना..!

Teri chaukhat se sir uth jaaun to bewafa kehna,
Tere siwa kisi aur ko chaahun to bewafa kehna..! 💘

वो मेरा इश्क़ है, मोहब्बत है, इबादत है,
छोड़ना चाहती हूँ पर छूटता नहीं..!

Wo mera ishq hai, mohabbat hai, ibaadat hai,
Chhodna chahti hoon par chhootta nahi..! 💔

गुनाह समझो या इश्क़,
जो भी था बस एक ही था..!

Gunaah samjho ya ishq,
Jo bhi tha bas ek hi tha..! 😔

हर उदास शख्स का मसला इश्क़ नहीं होता जनाब,
कुछ दर्द ऐसे भी होते हैं जो दिखते नहीं..!

Har udaas shakhs ka masla ishq nahi hota janaab,
Kuch dard aise bhi hote hain jo dikhte nahi..! 💔

इश्क़ में डूबा हूँ जैसे समंदर,
हर लहर में तेरा ही अक्स नजर आता है..!

Ishq mein dooba hoon jaise samandar,
Har lehar mein tera hi aks nazar aata hai..! 🌊

लिखने को तो हर दिन आधा इश्क़ लिखता हूँ,
तुम आओगे तभी तो पूरा होगा..!

Likhne ko to har din aadha ishq likhta hoon,
Tum aaoge tabhi to poora hoga..! 🖤

इश्क़ का रोग कुछ ऐसा लगा है,
कि अब लोग क्या कहेंगे ये मतलब नहीं रहा..!

Ishq ka rog kuch aisa laga hai,
Ki ab log kya kahenge ye matlab nahi raha..! 💔

Ishq Shayari Gulzar

Ishq Shayari Gulzar
Ishq Shayari Gulzar

सुना है इश्क़ से तेरी बहुत बनती है,
एक एहसान कर उस से क़सूर पूछ मेरा।

Suna hai ishq se teri bahut banti hai,
Ek ehsaan kar us se qasoor poochh mera. ❤️

शायरी उसी के लबों पर सजती है साहेब,
जिसकी आँखों में इश्क रोता हो।

Shayari usi ke labon par sajti hai saheb,
Jiski aankhon mein ishq rota ho. 💔

एक ख़लिश सी रह गयी दिल में,
मुझ जैसा इश्क़ करता, मुझ से भी कोई।

Ek khalish si reh gayi dil mein,
Mujh jaisa ishq karta, mujh se bhi koi. 🥀

भटक जाते हैं लोग अक्सर इश्क़ की गलियों में,
इस सफर का कोई इक नक्शा तो होना चाहिए।

Bhatak jaate hain log aksar ishq ki galiyon mein,
Is safar ka koi ik naqsha to hona chahiye. 🌙

ये जो इश्क़ होता है न,
जान ले लेता है मगर फिर भी मौत नहीं आती।

Ye jo ishq hota hai na,
Jaan le leta hai magar phir bhi maut nahi aati. 💘

इज़हार कर दिया, वो इश्क़ क्या,
इकरार कर लिया, वो इश्क़ क्या।

Izhaar kar diya, wo ishq kya,
Iqraar kar liya, wo ishq kya. ✨

रूहानियत से न भरा, वो इश्क़ क्या,
इनायत न हुआ, हाँ वो इश्क़ क्या।

Ruhaniyat se na bhara, wo ishq kya,
Inaayat na hua, haan wo ishq kya. 🌹

बहती हुई आँखों की रवानी में मरे हैं,
कुछ ख्वाब मेरे ऐन जवानी में मरे हैं।

Baheti hui aankhon ki rawani mein mare hain,
Kuch khwaab mere ain jawani mein mare hain. 😔

इस इश्क ने आखिर हमें बरबाद किया है,
हम लोग इसी खौलते पानी में मरे हैं।

Is ishq ne aakhir humein barbaad kiya hai,
Hum log isi khaulte paani mein mare hain. 💔

कब्रों में नहीं हमको किताबों में उतारो,
हम लोग मोहब्बत की कहानी में मरे हैं।

Qabron mein nahi humko kitaabon mein utaaro,
Hum log mohabbat ki kahani mein mare hain. 📖❤️

Gustakh Ishq Shayari

Gustakh Ishq Shayari
Gustakh Ishq Shayari

दिल से दिल की बात करते हो,
ज़रा हमें भी बताओ हमसे कितना इश्क करते हो।

Dil se dil ki baat karte ho,
Zara humein bhi batao humse kitna ishq karte ho. ❤️

वो पूछते हैं, हमें क्या हुआ है,
अब कैसे कहें, उनसे इश्क़ हुआ है।

Wo poochhte hain, humein kya hua hai,
Ab kaise kahen, unse ishq hua hai. 😍

तो फिर कहो, तुम्हें इश्क़ है हमसे,
हम तुम्हें निहारेंगे नज़र थकने तक।

To phir kaho, tumhein ishq hai humse,
Hum tumhein nihaarenge nazar thakne tak. 💘

अगर तू बन जाए दवा इश्क़ की,
तो मैं बीमार होने को तैयार हूँ।

Agar tu ban jaaye dawa ishq ki,
To main beemaar hone ko tayyar hoon. 🌹

चाहे तुमसे बात हो या ना हो,
खुद से बात तुम्हारी होती है।

Chahe tumse baat ho ya na ho,
Khud se baat tumhari hoti hai. 🥰

तेरे चेहरे की ये मुस्कान,
तुमसे इश्क है हमें सच्चा, हम चाहते हैं तुम्हें बताना।

Tere chehre ki ye muskaan,
Tumse ishq hai humein sachcha, hum chahte hain tumhein batana. 💞

इश्क कुछ इस कदर उनसे होने लगा है,
ये दिल सिर्फ उनके लिए ही धड़कने लगा है।

Ishq kuch is qadar unse hone laga hai,
Ye dil sirf unke liye hi dhadakne laga hai. ❤️‍🔥

वो अच्छे हैं तो बेहतर,
बुरे हैं तो भी कबूल।

Wo achhe hain to behtar,
Bure hain to bhi qubool. 🌙

गुरूर नहीं, यकीन है खुद पर,
जिससे भी इश्क करेंगे उस पर जान कुर्बान कर देंगे।

Guroor nahi, yaqeen hai khud par,
Jisse bhi ishq karenge us par jaan qurbaan kar denge. 🔥

उसकी तारीफ में एक और पन्ना लिखना चाहते हैं,
उसकी खूबसूरती और उससे इश्क पर शायरी लिखना चाहते हैं।

Uski tareef mein ek aur panna likhna chahte hain,
Uski khoobsurti aur usse ishq par shayari likhna chahte hain. ✨

Romantic Ishq Shayari

Romantic Ishq Shayari
Romantic Ishq Shayari

तेरे इश्क़ में ये दिल पागल हो गया,
तेरे बिना हर लम्हा सूना हो गया।

Tere ishq mein ye dil paagal ho gaya,
Tere bina har lamha soona ho gaya. ❤️

तेरी मोहब्बत ही मेरी ज़िंदगी का सहारा है,
तेरे बिना हर लम्हा अधूरा और वीराना है।

Teri mohabbat hi meri zindagi ka sahaara hai,
Tere bina har lamha adhoora aur veerana hai. 🌹

तेरे इश्क़ ने मुझको तुझसे जोड़ा ऐसे,
तेरी हर खुशी मेरी दुनिया हो जैसे।

Tere ishq ne mujhko tujhse joda aise,
Teri har khushi meri duniya ho jaise. 💞

तेरे इश्क़ में हर ख्वाब हकीकत लगता है,
तेरे बिना हर रास्ता वीरान सा लगता है।

Tere ishq mein har khwaab haqeeqat lagta hai,
Tere bina har raasta veeraan sa lagta hai. 💖

तेरी यादों में ही मेरा हर सुकून बसा है,
तेरे बिना ये दिल बेकरार और तन्हा है।

Teri yaadon mein hi mera har sukoon basa hai,
Tere bina ye dil beqaraar aur tanha hai. 💘

तेरी मोहब्बत मेरी रूह का सुकून है,
तेरे बिना हर खुशी अधूरी और बेरंग है।

Teri mohabbat meri rooh ka sukoon hai,
Tere bina har khushi adhoori aur berang hai. 🌸

तेरी मोहब्बत मेरी हर धड़कन में बस गई,
तेरे बिना ये ज़िंदगी अधूरी सी रह गई।

Teri mohabbat meri har dhadkan mein bas gayi,
Tere bina ye zindagi adhoori si reh gayi. ❤️

तेरी मोहब्बत मेरी रूह में समा गई,
अब हर सांस में सिर्फ तेरा नाम है।

Teri mohabbat meri rooh mein sama gayi,
Ab har saans mein sirf tera naam hai. 💫

तेरे इश्क़ ने मुझे कुछ ऐसा बदल दिया,
अब खुद से ज़्यादा तुझे चाहने लगा हूँ।

Tere ishq ne mujhe kuch aisa badal diya,
Ab khud se zyada tujhe chahne laga hoon. 🥰

तेरी आंखों में मेरा जहां बसा है,
तेरे बिना हर ख्वाहिश अधूरी रह गई है।

Teri aankhon mein mera jahaan basa hai,
Tere bina har khwahish adhoori reh gayi hai. 🌙💖

Ishq Shayari in Hindi Text

Ishq Shayari in Hindi Text
Ishq Shayari in Hindi Text

बंदिशो से घिरा इश्क़ मेरा,
जिससे छिपाया है उसी को दिल से चाहा है।

Bandisho se ghira ishq mera,
Jisse chhipaya hai usi ko dil se chaha hai. ❤️

इश्क़ खूबसूरत है, कोई गुनाह नहीं,
इससे जुदा तो खुदा bhi नहीं।

Ishq khoobsurat hai, koi gunaah nahi,
Isse juda to khuda bhi nahi. 🌹

तुम्हारी मोहब्बत ने हमें खुद से दूर कर दिया,
और बिना तुम्हारे हमें अधूरा बना दिया।

Tumhari mohabbat ne humein khud se door kar diya,
Aur bina tumhare humein adhoora bana diya. 🥀

तबाह होकर भी तबाही दिखती नहीं,
ये इश्क़ है, इसकी दवा बिकती नहीं।

Tabaah hokar bhi tabaahi dikhti nahi,
Ye ishq hai, iski dawa bikti nahi. 💔

Izhar E Ishq Shayari

Izhar E Ishq Shayari
Izhar E Ishq Shayari

हमने देखा था शौक-ऐ-नजर की खातिर,
ये न सोचा था के तुम दिल में उतर जाओगे।

Humne dekha tha shauq-e-nazar ki khaatir,
Ye na socha tha ke tum dil mein utar jaoge.

कोशिश बहुत थी कि राज़-ए-अहसास बयाँ न हो,
पर मुमकिन कहाँ था कि आग लगे और धुआँ न हो।

Koshish bahut thi ki raaz-e-ehsaas bayaan na ho,
Par mumkin kahan tha ki aag lage aur dhuaan na ho.

मुझसे इश्क किया है तो वफ़ा का वादा भी करो,
मैं बिखरना नहीं चाहता टूटे हुए काँच की तरह।

Mujhse ishq kiya hai to wafa ka wada bhi karo,
Main bikharna nahi chahta toote hue kaanch ki tarah.

अक्सर पूछते हैं लोग, किसके लिए लिखते हो,
अक्सर कहता है दिल… “काश कोई होता।”

Aksar poochhte hain log, kiske liye likhte ho,
Aksar kehta hai dil… “Kaash koi hota.”

उस शख्स से फ़क़त इतना सा ताल्लुक है मेरा,
वो परेशान होता है तो मुझे नींद नहीं आती।

Us shakhs se faqat itna sa talluq hai mera,
Woh pareshan hota hai to mujhe neend nahi aati.

बहुत लम्बी ख़ामोशी से गुज़रा हूँ मैं,
किसी से कुछ कहने की चाहत में।

Bahut lambi khamoshi se guzra hoon main,
Kisi se kuch kehne ki chahat mein.

एक हालत पर न रहने पायी दिल की हसरतें,
तुमने जब देखा नए अंदाज़ से देखा मुझे।

Ek haalat par na rehne paayi dil ki hasratein,
Tumne jab dekha naye andaaz se dekha mujhe.

आप पहलू में जो बैठें तो सँभल कर बैठें,
दिल-ए-बेताब को आदत है मचल जाने की।

Aap pehlu mein jo baithein to sambhal kar baithein,
Dil-e-betaab ko aadat hai machal jaane ki.

Mohabbat Ishq Shayari

Mohabbat Ishq Shayari
Mohabbat Ishq Shayari

ख़ुद से भी बढ़करमैने तेरी चाहत की है,
प्यार नहीं, इश्क़ नहीं,इबादत की है।

Khud se bhi badhkar
Maine teri chahat ki hai,
Pyaar nahi, ishq nahi,
Ibaadat ki hai.

बाजार के सारे इत्रों की खुशबू
आज कम पड़ गयी,
जब मेरा इश्क
मेरे गले से लगा।

Bazaar ke saare itron ki khushboo
Aaj kam pad gayi,
Jab mera ishq
Mere gale se laga.

वो पूछते हैं कि
हमें क्या हुआ है,
अब हम उनसे कैसे कहें
उनसे इश्क हुआ है।

Wo poochhte hain ki
Humein kya hua hai,
Ab hum unse kaise kahen
Unse ishq hua hai.

तो फिर कहो कि
तुम्हें इश्क है हमसे,
हम तुम्हें निहारेंगे
नज़र थकने तक।

To phir kaho ki
Tumhein ishq hai humse,
Hum tumhein nihaarenge
Nazar thakne tak.

मैं चाहता था
मेरे साथ कोई हादसा हो,
और फिर इश्क हो गया
मुझको।

Main chahta tha
Mere saath koi haadsa ho,
Aur phir ishq ho gaya
Mujhko.

मैंने उनसे थोड़ा सा
इश्क क्या माँगा,
उन्होंने चाय बना कर
सामने रख दी।

Maine unse thoda sa
Ishq kya maanga,
Unhone chai bana kar
Saamne rakh di.

इश्क करो तो शिद्दत से करो,
मिलना बिछड़ना
तो एक दिन जाहिर है।

Ishq karo to shiddat se karo,
Milna bichhadna
To ek din zaahir hai.

हुए बदनाम मगर फिर भी न सुधर पाए हम,
फिर वही शायरी,
फिर वही इश्क,
फिर वही तुम।

Huye badnaam magar phir bhi na sudhar paaye hum,
Phir wahi shayari,
Phir wahi ishq,
Phir wahi tum.

वो अच्छे हैं तो बेहतर है,
बुरे हैं तो भी कुबूल हैं,
मिजाज-ए-इश्क में ऐब-ओ-हुनर
देखे नहीं जाते।

Wo achhe hain to behtar hain,
Bure hain to bhi qubool hain,
Mizaaj-e-ishq mein aib-o-hunar
Dekhe nahi jaate.

माना जिंदगी में इश्क से बड़ा
कोई रोग नहीं है,
लेकिन इश्क से बेहतर कोई
मरहम भी नहीं है।

Maana zindagi mein ishq se bada
Koi rog nahi hai,
Lekin ishq se behtar koi
Marham bhi nahi hai.

Conclusion

Ishq… ye sirf ek lafz nahi hai, balki zindagi ka sabse khoobsurat aur sabse gehra ehsaas hai. Ye wahi jazba hai jo kabhi raaton ki neend chura leta hai, to kabhi subah ki pehli kiran mein ek nayi umeed de jaata hai. Kabhi mohabbat aapko itni khushi deti hai ki lagta hai duniya ki har cheez mil gayi ho, aur kabhi wahi ishq dil ko itna tod deta hai ki har saans bojh lagne lagti hai. Lekin sach to ye hai ki ishq ke bina zindagi ki kahani adhuri si lagti hai.

Chahe wo ek tarfa mohabbat ho, chahe saccha pyaar ho, chahe intezar se bhara rishta ho ya dil ki koi ankahi baat — har ehsaas ki apni ek kahani hoti hai. Aur isi kahani ko lafzon mein piroti hai Ishq Shayari. Kabhi ye dil ko sukoon deti hai, kabhi aankhon ko nam kar deti hai, aur kabhi chehre par bina wajah muskaan le aati hai.

Aaj aapne jo Ishq Shayari padhi, wo sirf shayari nahi thi. Wo mohabbat ke jazbaat, wafa ke vaade, intezar ki tadap aur dil ki gehraiyon mein chhupe ehsaason ka aaina thi. Har sher shayad aapki apni kahani ka ek hissa tha. Shayad kisi ki yaad thi, kisi ki muskaan thi, ya phir kisi adhure khwaab ki parchhai thi.

Agar aapko ye Heart Touching Ishq Shayari, Romantic Ishq Shayari aur Mohabbat Shayari pasand aayi ho, to ise apne doston aur uss khaas insaan ke saath zaroor share karein. Ho sakta hai wo bhi wahi mehsoos karta ho jo aap dil mein chhupaye baithe hain. Kyunki kabhi-kabhi ek chhoti si shayari wo baat keh deti hai jo hum saalon tak alfaazon mein nahi keh paate.

Yaad rakhiye, shayari sirf lafzon ka khel nahi hoti — ye dil se nikla hua ek paighaam hota hai. Aur jab dil sach bolta hai, to har lafz Ishq Shayari ban jaata hai. ❤️

FAQS

1. Sabse best 2 line Ishq Shayari kaunsi hai?

“Tere ishq mein dil ne saare zamane chhod diye,
Hum toh bas ek tujhe paane ke liye sabse lad gaye.”

2. Ek tarfa Ishq Shayari kab use karein?

Jab aap kisi ko chahte ho lekin wo aapke jazbaat nahi samajhta. Ye dard aur adhure pyaar ko bayan karne ka behtareen zariya hai.

3. Kya Romantic Ishq Shayari girlfriend ko bhej sakte hain?

Haan, Romantic Ishq Shayari pyaar aur apne dil ki baat ko khoobsurti se express karne ka ek accha tareeka hai.

4. Gulzar sahab ki Ishq Shayari ka style kaisa hai?

Unki shayari simple alfaazon mein gehre jazbaat bayan karti hai. Baarish, shaam aur yaadon jaise imagery unki pehchaan hai.

5. Ishq Shayari aur Mohabbat Shayari mein kya farak hai?

Ishq Shayari mein junoon aur bechaini hoti hai, jabki Mohabbat Shayari mein sukoon, wafa aur gehra rishta nazar aata hai. ❤️

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top