150+ Life Shayari ❤️ Heart Touching Zindagi Shayari in Hindi

Life Shayari
Life Shayari

Life Shayari zindagi ke har ehsaas, tajurbe aur safar ko khoobsurat alfaazon mein bayan karti hai. ❤️ Kabhi khushi ke lamhe, kabhi dukh bhare pal, kabhi umeed aur kabhi hausla — zindagi har roz humein kuch naya sikhati hai. Life Shayari in Hindi unhi jazbaaton ko lafzon ka roop deti hai jo hum mehsoos to karte hain, lekin aksar bayan nahi kar paate.

Chahe baat pyaar ki ho, dosti ki, sangharsh ki ya zindagi ki sachchai ki, har ehsaas apni ek alag kahani kehta hai. Is collection mein aapko Best Life Shayari, Zindagi Shayari, Heart Touching Life Shayari, Sad Life Shayari, Motivational Life Shayari, Reality Life Shayari aur Emotional Life Shayari ka behtareen collection milega. Yeh Shayari WhatsApp Status, Instagram Captions, Facebook Posts aur personal sharing ke liye bilkul perfect hain. ✨

Agar aap apni feelings, zindagi ke tajurbon aur dil ke jazbaat ko khoobsurat alfaazon mein bayan karna chahte hain, to yeh Life Shayari collection aapke har mood aur har ehsaas ke liye ek perfect choice hai. 🤝

Life Shayari

Life Shayari
Life Shayari

मत सोच इतना ज़िन्दगी के बारे में 🌿
जिसने ज़िन्दगी दी है उसने भी कुछ सोचा होगा

Mat soch itna zindagi ke baare mein 🌿
Jisne zindagi di hai usne bhi kuch socha hoga

Life Shayari
Life Shayari

समंदर न सही पर एक नदी तो होनी चाहिए 🌊
तेरे शहर में ज़िंदगी कहीं तो होनी चाहिए

Samandar na sahi par ek nadi to honi chahiye 🌊
Tere shehar mein zindagi kahin to honi chahiye

Life Shayari
Life Shayari

दरिया हो या पहाड़ हो, टकराना चाहिए 🏔️
ज़िंदगी मिली है तो इसे जीना आना चाहिए

Dariya ho ya pahaad ho, takrana chahiye 🏔️
Zindagi mili hai to ise jeena aana chahiye

Life Shayari
Life Shayari

मुस्कुराने की वजह न ढूंढो 😊
वरना ज़िंदगी यूँ ही कट जाएगी

Muskurane ki wajah na dhoondo 😊
Varna zindagi yun hi kat jayegi

Life Shayari
Life Shayari

चुभ जाती हैं बातें कभी 💔
यह ज़िंदगी है जनाब, अपनों से भी हार जाते हैं

Chubh jaati hain baatein kabhi 💔
Yeh zindagi hai janab, apno se bhi haar jaate hain

कभी मिलेगी खुशियां कभी मिलेंगे गम 🌸
हमदर्द की क्या जरूरत, अकेले काफी हैं हम

Kabhi milegi khushiyan kabhi milenge gham 🌸
Humdard ki kya zaroorat, akele kaafi hain hum

कल की बात क्यों करें, अगर आज सुहाना है 🌅
हंसना है और हंसाना है, यही ज़िंदगी का फसाना है

Kal ki baat kyun karein, agar aaj suhana hai 🌅
Hansna hai aur hansana hai, yahi zindagi ka fasana hai

हजारों उलझनें राहों में और कोशिशें बेहिसाब 🌪️
इसी का नाम है ज़िंदगी, चलते रहिए जनाब

Hazaron uljhanen raahon mein aur koshishein behisaab 🌪️
Isi ka naam hai zindagi, chalte rahiye janab

हर एक चेहरे को ज़ख्मों का आईना न कहो 💭
ये ज़िंदगी तो है रहमत, इसे सज़ा न कहो

Har ek chehre ko zakhmon ka aaina na kaho 💭
Ye zindagi to hai rehmat, ise saza na kaho

न कर शुमार कि हर शय गिनी नहीं जाती ✨
ये ज़िंदगी है हिसाबों से जी नहीं जाती

Na kar shumar ki har shay gini nahi jaati ✨
Ye zindagi hai hisaabon se jee nahi jaati

Life Shayari in Hindi

Life Shayari in Hindi
Life Shayari in Hindi

ज़िंदगी में यह हुनर भी आजमाना चाहिए 🌿
अपनों से हो जंग तो हार जाना चाहिए 💔

Zindagi mein yeh hunar bhi aazmana chahiye 🌿
Apno se ho jung to haar jaana chahiye 💔

जिंदगी की हकीकत को बस इतना जाना है 😌
दर्द में अकेले हैं, खुशियों में जमाना है 🌸

Zindagi ki haqeeqat ko bas itna jaana hai 😌
Dard mein akele hain, khushiyon mein zamana hai 🌸

छोटी सी ज़िन्दगी है हंस कर जियो 😊
लौट कर यादें आती हैं, वक्त नहीं ⏳

Chhoti si zindagi hai hans kar jiyo 😊
Laut kar yaadein aati hain, waqt nahi ⏳

हजारों उलझनें राहों में, कोशिशें बेहिसाब 🌿
इसी का नाम है जिंदगी, चलते रहिए जनाब 🚶‍♂️

Hazaaron uljhanen raahon mein, koshishein behisaab 🌿
Isi ka naam hai zindagi, chalte rahiye janaab 🚶‍♂️

रास्ते कभी खत्म नहीं होते 🌄
बस लोग हिम्मत हार जाते हैं 💪

Raaste kabhi khatam nahi hote 🌄
Bas log himmat haar jaate hain 💪

मंजिलें कितनी भी ऊँची हों 🏔️
रास्ते हमेशा पैरों के नीचे होते हैं 👣

Manzilen kitni bhi oonchi hon 🏔️
Raaste hamesha pairon ke neeche hote hain 👣

ज़िंदगी में सारा झगड़ा ख्वाहिशों का है 🌙
ना किसी को ग़म चाहिए, ना किसी को कम 💭

Zindagi mein saara jhagda khwahishon ka hai 🌙
Na kisi ko gham chahiye, na kisi ko kam 💭

वक्त के साथ खुद को मजबूत बना रहा हूँ 💪
ज़िंदगी में अकेले कैसे खुश रहना है सीख रहा हूँ 😊

Waqt ke saath khud ko mazboot bana raha hoon 💪
Zindagi mein akele kaise khush rehna hai seekh raha hoon 😊

ज़िंदगी एक किताब सी होती है 📖
सब कुछ कह देती है खामोश रहकर भी 🤍

Zindagi ek kitaab si hoti hai 📖
Sab kuch keh deti hai khamosh rehkar bhi 🤍

एक साँस सबके हिस्से से हर पल घट जाती है 🌿
कोई जी लेता है, जिंदगी किसी की कट जाती है ⏳

Ek saans sabke hisse se har pal ghat jaati hai 🌿
Koi jee leta hai, zindagi kisi ki kat jaati hai ⏳

Heart Touching Life Shayari

Heart Touching Life Shayari
Heart Touching Life Shayari

दिल में हर राज़ दबा कर रखते हैं 🌙
होंठों पर मुस्कान सजा कर रखते हैं 😊
ये ज़िंदगी सबको साथ नहीं देती 💔
इसलिए हम आँसुओं को छुपा कर रखते हैं 😔

Dil mein har raaz daba kar rakhte hain 🌙
Honthon par muskaan saja kar rakhte hain 😊
Ye zindagi sabko saath nahi deti 💔
Isliye hum aansuon ko chhupa kar rakhte hain 😔

जिंदगी की हकीकत बस इतनी सी है 🌿
यहाँ हर कोई अपने लिए जीता है 💭
और जो दिल से जीता है ❤️
वो ही सबसे ज्यादा टूटता है 💔

Zindagi ki haqeeqat bas itni si hai 🌿
Yahan har koi apne liye jeeta hai 💭
Aur jo dil se jeeta hai ❤️
Woh hi sabse zyada toot’ta hai 💔

किसी के लिए दर्द भरी कहानी हूँ 😢
किसी के लिए बस एक बहाना हूँ 🌙
मगर सच तो यही है 💫
मैं खुद अपनी ही परेशानी हूँ 💔

Kisi ke liye dard bhari kahani hoon 😢
Kisi ke liye bas ek bahana hoon 🌙
Magar sach to yahi hai 💫
Main khud apni hi pareshani hoon 💔

जिंदगी ने हर मोड़ पर इम्तिहान लिया 🛤️
हर बार मैंने मुस्कुरा कर सह लिया 😊
लोग कहते हैं मैं मजबूत हूँ 💪
पर अंदर से मैं भी टूट चुका हूँ 💔

Zindagi ne har mod par imtihaan liya 🛤️
Har baar maine muskura kar seh liya 😊
Log kehte hain main mazboot hoon 💪
Par andar se main bhi toot chuka hoon 💔

रिश्ते भी अजीब होते हैं 🌿
पास होकर भी दूर होते हैं 😔
और दिल के सबसे करीब ❤️
अक्सर सबसे ज्यादा मजबूर होते हैं 💔

Rishte bhi ajeeb hote hain 🌿
Paas hokar bhi door hote hain 😔
Aur dil ke sabse kareeb ❤️
Aksar sabse zyada majboor hote hain 💔

हर मुस्कान के पीछे एक दर्द छुपा है 😊💔
हर खामोशी में एक तूफान बसा है 🌪️
ये ज़िंदगी आसान नहीं होती 🌙
यहाँ हर इंसान टूटा हुआ सा है 😔

Har muskaan ke peeche ek dard chhupa hai 😊💔
Har khamoshi mein ek toofan basa hai 🌪️
Ye zindagi aasaan nahi hoti 🌙
Yahan har insaan toota hua sa hai 😔

लोग कहते हैं भूल जाओ उसे 🌿
जो कभी तुम्हारा था ही नहीं 💭
पर दिल कैसे समझाए ❤️
जो कभी अपना था ही नहीं 💔

Log kehte hain bhool jao use 🌿
Jo kabhi tumhara tha hi nahi 💭
Par dil kaise samjhaye ❤️
Jo kabhi apna tha hi nahi 💔

वक़्त ने सिखा दिया बहुत कुछ ⏳
अब किसी पर भरोसा नहीं करते 💔
जो पास होते हैं दिल के करीब ❤️
उन्हीं से ज्यादा डरते हैं 😔

Waqt ne sikha diya bahut kuch ⏳
Ab kisi par bharosa nahi karte 💔
Jo paas hote hain dil ke kareeb ❤️
Unhin se zyada darte hain 😔

जिंदगी का असली सच यही है 🌙
यहाँ कोई किसी का नहीं होता 💭
जो दिखता है मुस्कान में 😊
अक्सर वही सबसे ज्यादा रोता है 💔

Zindagi ka asli sach yahi hai 🌙
Yahan koi kisi ka nahi hota 💭
Jo dikhta hai muskaan mein 😊
Aksar wahi sabse zyada rota hai 💔

हमने भी चाहा था सुकून से जीना 🌿
मगर ज़िंदगी ने इम्तिहान ले लिया 💔
अब हाल ऐसा है इस दिल का ❤️
कि मुस्कुराना भी दर्द दे गया 😔

Humne bhi chaha tha sukoon se jeena 🌿
Magar zindagi ne imtihaan le liya 💔
Ab haal aisa hai is dil ka ❤️
Ki muskurana bhi dard de gaya 😔

Attitude Life Shayari

Attitude Life Shayari
Attitude Life Shayari

ज़िंदगी में क्यों भरोसा करते हो गैरो पर 😎🔥
जब चलना ही है अपने पैरो पर 💪✨

Zindagi mein kyun bharosa karte ho gairon par 😎🔥
Jab chalna hi hai apne pairon par 💪✨

सिखा दिया है जहान ने हर जख्म पे हँसना 😏💔
अब देख ऐ ज़िंदगी, तुझसे नहीं डरते हम 🔥😎

Sikha diya hai jahan ne har zakhm pe hansna 😏💔
Ab dekh ae zindagi, tujhse nahi darte hum 🔥😎

मंज़िल कितनी भी ऊँची हो क्या फर्क पड़ता है 🏔️💪
हौसला हो तो रास्ते खुद बन जाते हैं 😎✨

Manzil kitni bhi oonchi ho kya farq padta hai 🏔️💪
Hausla ho to raaste khud ban jaate hain 😎✨

जो लोग हमें समझ नहीं पाए 😏🚶‍♂️
वो हमारी क़ीमत क्या समझेंगे 💯🔥

Jo log humein samajh nahi paaye 😏🚶‍♂️
Woh hamari keemat kya samjhenge 💯🔥

हमसे मत उलझ ऐ ज़िंदगी 😎⚡
हम हर मोड़ पर खुद को बदल लेते हैं 💪🔥

Humse mat ulajh ae zindagi 😎⚡
Hum har mod par khud ko badal lete hain 💪🔥

हार मान लेना हमारी फितरत नहीं 😏🔥
हम तो गिरकर भी चलना जानते हैं 💪🚶‍♂️

Haar maan lena hamari fitrat nahi 😏🔥
Hum to gir kar bhi chalna jaante hain 💪🚶‍♂️

वो लोग हमें गिराने निकले थे 😎💥
हमने उड़ना ही सीख लिया ✈️🔥

Woh log humein girane nikle the 😎💥
Humne udna hi seekh liya ✈️🔥

अंदाज़ हमारा अलग है दुनिया से 😏💯
हम दिल भी रखते हैं और अकड़ भी 🔥😎

Andaaz hamara alag hai duniya se 😏💯
Hum dil bhi rakhte hain aur akad bhi 🔥😎

ज़िंदगी आसान नहीं बनती कभी भी 💪🌪️
लेकिन हम मुश्किलों से खेलना जानते हैं 😎🔥

Zindagi aasaan nahi banti kabhi bhi 💪🌪️
Lekin hum mushkilon se khelna jaante hain 😎🔥

हम वो नहीं जो हालात से डर जाएं 😏⚔️
हम तो हालात बदलने का दम रखते हैं 💯🔥

Hum woh nahi jo halaat se dar jaayein 😏⚔️
Hum to halaat badalne ka dum rakhte hain 💯🔥

Single Life Shayari

Single Life Shayari
Single Life Shayari

हजारों उलझनें राहों में और कोशिशें बेहिसाब,
इसी का नाम है ज़िन्दगी चलते रहिए जनाब। 🌿

Hazaron uljhane raahon mein aur koshishein behisaab,
isi ka naam hai zindagi chalte rahiye janaab 🌿

ज़िंदगी की हकीकत को बस हमने इतना ही जाना है,
दर्द में अकेले हैं और खुशियों में सारा ज़माना है। 😔

Zindagi ki haqeeqat ko bas humne itna hi jaana hai,
dard mein akele hain aur khushiyon mein saara zamaana hai 😔

मुझे ज़िन्दगी की दुआ देने वाले,
हंसी आ रही है तेरी सादगी पर। 💔

Mujhe zindagi ki dua dene wale
, hansi aa rahi hai teri saadgi par 💔

हासिल-ए-जिंदगी हसरतों के सिवा और कुछ भी नहीं,
ये किया नहीं, वो हुआ नहीं, ये मिला नहीं। 🥀

Haasil-e-zindagi hasraton ke siwa aur kuch bhi nahi,
ye kiya nahi, wo hua nahi, ye mila nahi 🥀

बहुत थक गया हूँ जिंदगी में परवाह करते करते,
जब से लापरवाह हुआ हूँ आराम से हूँ। 😌

Bahut thak gaya hoon zindagi mein parwah karte karte, j
ab se laparwah hua hoon aaram se hoon 😌

हमसे मत पूछिए जिंदगी के बारे में,
अजनबी क्या जाने अजनबी के बारे में। 🌙

Humse mat poochiye zindagi ke baare mein
, ajnabi kya jaane ajnabi ke baare mein 🌙

fअजीब तरह से गुजर गयी मेरी भी ज़िन्दगी,
सोचा कुछ, किया कुछ, हुआ कुछ, मिला कुछ। 💭

Ajeeb tarah se guzar gayi meri bhi zindagi,
socha kuch, kiya kuch, hua kuch, mila kuch 💭

रास्ते कभी खत्म नहीं होते,
बस लोग हिम्मत हार जाते हैं। 🚶‍♂️

Raaste kabhi khatam nahi hote
, bas log himmat haar jaate hain 🚶‍♂️

छोटी सी ज़िन्दगी है हंस कर जियो,
क्योंकि लौटकर यादें आती हैं वक्त नहीं। 🌸

Chhoti si zindagi hai hans kar jiyo,
kyunki lautkar yaadein aati hain waqt nahi 🌸

मौका मिलने पर पलट देती है बाज़ी,
ज़िन्दगी किसी की वफादार नहीं होती। ⚡

Mauka milne par palat deti hai baazi,
zindagi kisi ki wafadaar nahi hoti ⚡

Sad Life Shayari

Sad Life Shayari
Sad Life Shayari

यहाँ सब कुछ बिकता है दोस्तों,
रहना ज़रा संभल के…

Yahan sab kuch bikta hai dosto
, rehna zara sambhal ke…

ज़िंदगी के रास्ते कभी आसान नहीं होते,
हर मुस्कान के पीछे दर्द छुपा होता है…

Zindagi ke raaste kabhi aasaan nahi hote,
har muskaan ke peeche dard chhupa hota hai…

हम खुशियों का इंतज़ार करते हैं,
पर ज़िंदगी आँसुओं से ही सिखाती है

Hum khushiyon ka intezaar karte hain,
par zindagi aansuon se hi sikhaati hai…

अब समझ लेता हूँ मीठे लफ़्ज़ों की कड़वाहट,
ज़िंदगी का तजुर्बा थोड़ा थोड़ा हो गया है…

Ab samajh leta hoon meethe lafzon ki kadwahat,
zindagi ka tajurba thoda thoda ho gaya hai…

मुझे ज़िंदगी का इतना तजुर्बा तो नहीं,
पर लोग कहते हैं यहाँ सादगी से कटती नहीं…

Mujhe zindagi ka itna tajurba to nahi,
par log kehte hain yahan saadgi se kat’ti nahi…

लोग इंतज़ार ही करते रह गए हमें टूटा हुआ देखने का,
और हम पत्थर बनते चले गए…

Log intezaar hi karte reh gaye hume toota hua dekhne ka,
aur hum patthar bante chale gaye…

शाम तक सुबह की नज़रों से उतर जाते हैं,
इतने समझौतों में जीते हैं कि मर जाते हैं…

Shaam tak subah ki nazron se utar jaate hain
, itne samjhoton mein jeete hain ki mar jaate hain…

मंज़िलें मुझे छोड़ गईं, रास्तों ने संभाल लिया,
ज़िंदगी ने ज़ख्म दिए और हादसों ने पाला…

Manzilein mujhe chhod gayi, raaston ne sambhaal liya
, zindagi ne zakhm diye aur haadson ne paala…

शहर की ज़िंदगी अजीब है,
ना सफर रहा ना क़याम…

Shehar ki zindagi ajeeb hai,
na safar raha na qayam…

कुछ ऐसे हादसे भी होते हैं ज़िंदगी में,
इंसान ज़िंदा तो रहता है पर अंदर से मर जाता है…

Kuch aise haadse bhi hote hain zindagi mein
, insaan zinda to rehta hai par andar se mar jaata hai

Student Life Shayari

Student Life Shayari
Student Life Shayari

छोटी सी जिंदगी, बड़ा सा सपना,
Student life में हर दिन अपना…

Chhoti si zindagi, bada sa sapna
, student life mein har din apna…

किताबों का बोझ भी एक कहानी है,
Student life मेहनत की निशानी है…

Kitabon ka bojh bhi ek kahani hai,
student life mehnat ki nishani hai…

पढ़ते-पढ़ते रातें गुजर जाती हैं,
Student life में नींदें भी कम हो जाती हैं…

Padhte-padhte raaten guzar jaati hain
, student life mein neendein bhi kam ho jaati hain…

फेल होना भी एक सबक देता है,
Student life हर दर्द सिखा देता है…

Fail hona bhi ek sabak deta hai,
student life har dard sikha deta hai…

सपनों की राह आसान नहीं होती,
Student life में मेहनत बेकार नहीं होती…

Sapno ki raah aasaan nahi hoti,
student life mein mehnat bekaar nahi hoti…

दोस्तों के साथ हंसी भी पढ़ाई है,
Student life की यही सच्चाई है…

Doston ke saath hansi bhi padhai hai
, student life ki yahi sachchai hai…

Exam का डर हर दिल में होता है,
Student life में हर दिन इम्तिहान होता है…

Exam ka darr har dil mein hota hai,
student life mein har din imtihaan hota hai…

कॉपी और पेन की ये दुनिया प्यारी,
Student life में बनती है किस्मत हमारी…

Copy aur pen ki ye duniya pyaari,
student life mein banti hai kismat hamari…

समय की कीमत जो समझ जाता है,
Student life में वही आगे बढ़ जाता है…

Samay ki keemat jo samajh jaata hai
, student life mein wahi aage badh jaata hai…

मेहनत करने वालों की हार नहीं होती,
Student life में कोशिश कभी बेकार नहीं होती…

Mehnat karne walon ki haar nahi hoti,
student life mein koshish kabhi bekaar nahi hoti…

My Life Shayari

My Life Shayari
My Life Shayari

ज़िंदगी एक सफर है सुहाना,
कभी हँसना कभी रुलाना,
हर मोड़ पर कुछ सीख मिलती है,
बस चलना ही इसका अफसाना।

Zindagi ek safar hai suhana,
Kabhi hansna kabhi rulana,
Har mod par kuch seekh milti hai,
Bas chalna hi iska afsana. 🌿


ज़िंदगी कभी आसान नहीं होती,
पर हर मुश्किल बेकार नहीं होती,
जो सब्र से काम ले इंसान,
उसकी हार भी हार नहीं होती।

Zindagi kabhi asaan nahi hoti,
Par har mushkil bekaar nahi hoti,
Jo sabr se kaam le insaan,
Uski haar bhi haar nahi hoti. 💪

ज़िंदगी ने हर दिन नया इम्तिहान लिया,
कभी खुशी दी कभी ग़म दिया,
हमने हर हाल में जीना सीखा,
जो मिला उसे ही अपना मान लिया।

Zindagi ne har din naya imtihaan liya,
Kabhi khushi di kabhi gham diya,
Humne har haal mein jeena seekha,
Jo mila usey hi apna maan liya. 🌧️

ज़िंदगी छोटी सी कहानी है,
हर पल नई निशानी है,
जो गुजर गया वो याद बना,
जो आने वाला है वो उम्मीद की निशानी है।

Zindagi chhoti si kahani hai,
Har pal nayi nishani hai,
Jo guzar gaya woh yaad bana,
Jo aane wala hai woh umeed ki nishani hai. ✨

ज़िंदगी में सब कुछ मिलता नहीं,
हर ख्वाब पूरा होता नहीं,
जो मिल जाए उसकी क़दर करो,
हर चीज़ नसीब से मिलती नहीं।

Zindagi mein sab kuch milta nahi,
Har khwab poora hota nahi,
Jo mil jaaye uski qadar karo,
Har cheez naseeb se milti nahi. ❤️

ज़िंदगी कभी खामोश कर देती है,
कभी चीख कर हँसा देती है,
इसका अंदाज़ ही अलग है,
कभी गिरा कर उठा देती है।

Zindagi kabhi khamosh kar deti hai,
Kabhi cheekh kar hansa deti hai,
Iska andaaz hi alag hai,
Kabhi gira kar utha deti hai. 🌈

ज़िंदगी के रंग अजीब होते हैं,
कभी करीब कभी दूर होते हैं,
जो लोग अपने लगते हैं,
वही कभी मजबूर होते हैं।

Zindagi ke rang ajeeb hote hain,
Kabhi kareeb kabhi door hote hain,
Jo log apne lagte hain,
Wahi kabhi majboor hote hain. 🎭

ज़िंदगी में लोग आते जाते हैं,
कुछ याद बनकर रह जाते हैं,
हर मुलाकात कुछ सिखा जाती है,
और हम थोड़े बदल जाते हैं।

Zindagi mein log aate jaate hain,
Kuch yaad bankar reh jaate hain,
Har mulaqat kuch sikha jaati hai,
Aur hum thode badal jaate hain. 🕊️

ज़िंदगी के रास्ते सीधे नहीं होते,
कभी उलझे कभी टेढ़े होते,
जो हौसला रखे दिल में,
वो कभी अकेला नहीं होते।

Zindagi ke raaste seedhe nahi hote,
Kabhi uljhe kabhi tedhe hote,
Jo hausla rakhe dil mein,
Woh kabhi akela nahi hote. 🌿

ज़िंदगी का हर पल क़ीमती है,
इसे ग़म में ज़ाया मत करो,
जो मिला है उस पर मुस्कुराओ,
और रब का शुक्र अदा करो।

Zindagi ka har pal qeemti hai,
Isay gham mein zaya mat karo,
Jo mila hai us par muskurao,
Aur Rab ka shukar ada karo. 🤍

Enjoy Life Shayari

Enjoy Life Shayari
Enjoy Life Shayari

ज़िंदगी को हंसकर जी लो, हर पल खास बन जाएगा। 😇
ग़म भी एक दिन थककर, खुद दूर चला जाएगा। 🌸

Zindagi ko hanskar jee lo, har pal khaas ban jayega. 😇
Gham bhi ek din thak kar, khud door chala jayega. 🌸

जो मिला है आज तुम्हें, उसका शुक्र मनाया करो। ☀️
हर लम्हे को खुशी से जीकर मुस्कुराया करो। 😊

Jo mila hai aaj tumhein, uska shukr manaya karo. ☀️
Har lamhe ko khushi se jee kar muskuraya karo. 😊

छोटी सी है ज़िंदगी, इसे दिल खोलकर जियो। 🌈
हर दिन को त्योहार समझो, और खुश रहो। 🎉

Chhoti si hai zindagi, ise dil kholkar jiyo. 🌈
Har din ko tyohar samjho, aur khush raho. 🎉

कल की फिक्र छोड़ो, आज का मज़ा उठाओ। 😎
ज़िंदगी दोबारा नहीं मिलती, खुलकर मुस्कुराओ। 🌷

Kal ki fikr chhodo, aaj ka maza uthao. 😎
Zindagi dobara nahi milti, khulkar muskurhao. 🌷

हर सुबह नई उम्मीदों का पैगाम लाती है। 🌅
ज़िंदगी जीने वालों पर ही मुस्कुराती है। 😊

Har subah nayi umeedon ka paigham laati hai. 🌅
Zindagi jeene walon par hi muskurati hai. 😊

हंसते रहो तो मुश्किलें भी आसान लगेंगी। ✨
खुश रहो तो राहें भी मेहरबान लगेंगी। 🌼

Hanste raho to mushkilein bhi aasaan lagenge. ✨
Khush raho to rahein bhi meherbaan lagenge. 🌼

ज़िंदगी एक सफर है, इसे प्यार से निभाओ। 🚶‍♂️💖
हर मोड़ पर खुशियों के दीप जलाओ। 🪔

Zindagi ek safar hai, ise pyaar se nibhao. 🚶‍♂️💖
Har mod par khushiyon ke deep jalao. 🪔

जो बीत गया उसे यादों में रहने दो। 🍂
आज की खुशी को दिल में बसने दो। ❤️

Jo beet gaya use yaadon mein rehne do. 🍂
Aaj ki khushi ko dil mein basne do. ❤️

ज़िंदगी का असली मज़ा बेफिक्र होकर जीने में है। 😍
हर हाल में मुस्कुराने और खुश रहने में है। 🌺

Zindagi ka asli maza befikr hokar jeene mein hai. 😍
Har haal mein muskurane aur khush rehne mein hai. 🌺

हर दिन एक नई कहानी, हर पल नया एहसास। 🌟
खुश रहकर जी लो यारों, यही है जीवन का सार। 😊

Har din ek nayi kahani, har pal naya ehsaas. 🌟
Khush rehkar jee lo yaaro, yahi hai jeevan ka saar. 😊

School Life Shayari

School Life Shayari
School Life Shayari

📚 स्कूल की वो घंटी आज भी याद आती है,
दोस्तों के साथ बिताई हर बात मुस्कुराती है।

School ki wo ghanti aaj bhi yaad aati hai,
Doston ke saath bitayi har baat muskurati hai.

🏫 किताबों से ज्यादा दोस्तों से प्यार था,
स्कूल का हर दिन बड़ा शानदार था।

Kitabon se zyada doston se pyaar tha,
School ka har din bada shandaar tha.

😊 ना टेंशन थी ना जिम्मेदारियों का भार था,
स्कूल वाला दौर ही सबसे खास था।

Na tension thi na zimmedariyon ka bhaar tha,
School wala daur hi sabse khaas tha.

✏️ बेंच पर लिखे नाम आज भी याद हैं,
स्कूल के वो दिन सबसे आबाद हैं।

Bench par likhe naam aaj bhi yaad hain,
School ke wo din sabse aabaad hain.

🎓 होमवर्क से बचने के बहाने हजार थे,
स्कूल के दिन सच में कमाल थे।

Homework se bachne ke bahaane hazaar the,
School ke din sach mein kamaal the.

🤝 दोस्ती की शुरुआत वहीं से हुई थी,
स्कूल की दुनिया सबसे हसीन थी।

Dosti ki shuruaat wahin se hui thi,
School ki duniya sabse haseen thi.

📖 किताबों में छुपे थे कई सपनों के राज,
स्कूल की यादें दिल में हैं आज भी आज।

Kitabon mein chhupe the kai sapnon ke raaz,
School ki yaadein dil mein hain aaj bhi aaj.

🎒 स्कूल का मैदान और दोस्तों का साथ,
यही थे बचपन की खुशियों के जज़्बात।

School ka maidan aur doston ka saath,
Yahi the bachpan ki khushiyon ke jazbaat.

💙 वो यूनिफॉर्म, वो क्लास और वो शोर,
स्कूल की यादें रहती हैं हर दौर।

Wo uniform, wo class aur wo shor,
School ki yaadein rehti hain har daur.

🌟 गुज़र गए स्कूल के दिन मगर याद रह गए,
ज़िंदगी के सबसे खूबसूरत पल बन गए।

Guzar gaye school ke din magar yaad reh gaye,
Zindagi ke sabse khoobsurat pal ban gaye.

Conclusion

Life Shayari sirf lafzon ka sangrah nahi, balki zindagi ke un ehsaason ka aaina hai jo har insaan kabhi na kabhi mehsoos karta hai. ❤️ Kabhi dosti ki khushi, kabhi rishtey ki gehraai, aur kabhi zindagi ke mushkil mod — har jazbaat ek kahani ban kar dil mein bas jaata hai.

Chahe aap Heart Touching Life Shayari pasand karte ho, Sad Life Shayari se apne emotions bayan karte ho, ya Student Life aur School Life ki yaadon ko phir se jeena chahte ho, har shayari apne andar ek khaas ehsaas chhupaye rakhti hai. Yeh chhoti si lines humein yaad dilati hain ki zindagi sirf manzil ka naam nahi, balki un yaadon aur rishton ka safar hai jo humein har din kuch naya sikhata hai. ✨

Agar yeh Life Shayari collection aapke dil ko chhoo gayi ho, to ise apne doston aur apnon ke saath zaroor share karein. Ho sakta hai ek chhoti si shayari kisi ke chehre par muskurahat le aaye aur kisi purani yaad ko phir se zinda kar de. 🤝

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top