Best 300+ Cute Shayari in Hindi ❤️ Pyari Love & Dosti Shayari

Cute Shayari
Cute Shayari

Cute Shayari chhoti-chhoti khushiyon, pyari baaton aur dil se nikle meethay ehsaason ko khoobsurat alfaazon mein bayan karne ka ek pyara tareeka hai. 💖 Chahe kisi khaas insaan ko smile deni ho, apni mohabbat ka izhaar karna ho ya dosti ko aur bhi khaas banana ho, Cute Shayari har feeling ko dil se express karti hai.

Is collection mein aapko Cute Shayari in Hindi, 2 Line Cute Shayari, Cute Love Shayari, Cute Friendship Shayari, Heart Touching Cute Shayari aur Romantic Cute Shayari ka behtareen collection milega. Yeh Shayari WhatsApp Status, Instagram Captions, Facebook Posts aur personal messages ke liye bilkul perfect hain. ✨

Agar aap apni feelings ko ek pyare aur yaadgaar andaaz mein share karna chahte hain, to yeh Cute Shayari collection har mood aur har rishte ke liye ek perfect choice hai. 😊

Cute Shayari

Cute Shayari
Cute Shayari

तुम मुझ से दूर बेशक हो,
पर तुझसे करीब मेरे कोई नहीं।

Tum mujh se door beshak ho,
Par tujhse kareeb mere koi nahi.

Cute Shayari
Cute Shayari

हजारों पर नहीं मरता ये दिल,
जो मेरी पसंद है वह अरबों में एक है।

Hazaron par nahi marta ye dil,
Jo meri pasand hai woh arbon mein ek hai.

Cute Shayari
Cute Shayari

मेरी सबसे खूबसूरत एहसास हो तुम,
कभी सोचा hai कितनी खास हो तुम।

Meri sabse khoobsurat ehsaas ho tum,
Kabhi socha hai kitni khaas ho tum.

Cute Shayari
Cute Shayari

फिक्र तो तुम्हारी हर वक्त रहती है मेरी जान,
फिर चाहे तुम गुस्सा करो या प्यार।

Fikr to tumhari har waqt rehti hai meri jaan,
Phir chahe tum gussa karo ya pyaar.

Cute Shayari for Girls
Cute Shayari for Girls

बात करने के लिए बहुत सारे लोग हैं,
पर इंतजार बस तुम्हारा ही रहता है।

Baat karne ke liye bahut saare log hain,
Par intezar bas tumhara hi rehta hai.

कोई तुम्हारी जगह तो क्या,
तुम्हारी परछाई की भी जगह नहीं ले सकता।

Koi tumhari jagah to kya,
Tumhari parchhai ki bhi jagah nahi le sakta.

भगवान तुम्हें सब कुछ दे,
और मुझे सिर्फ तुम।

Bhagwan tumhein sab kuch de,
Aur mujhe sirf tum.

अगर बात सुकून की है तो,
तुम्हारे सिवा कहीं नहीं मिलता।

Agar baat sukoon ki hai to,
Tumhare siwa kahin nahi milta.

लाखों चेहरे नजर अंदाज करके ये दिल,
सिर्फ तुमको देखना पसंद करता है।

Lakhon chehre nazar andaaz karke ye dil,
Sirf tumko dekhna pasand karta hai.

सस्ती सी मेरी जिंदगी का महंगा ख्वाब हो तुम,
हां मेरी जान मेरे लिए बहुत खास हो तुम।

Sasti si meri zindagi ka mehnga khwab ho tum,
Haan meri jaan mere liye bahut khaas ho tum.

Cute Shayari for Girls

Cute Shayari for Girls
Cute Shayari for Girls

🌸💖 आरज़ू है तुम्हें पाने की,
दीवाने की और कोई चाहत नहीं है।

🌸💖 Aarzoo hai tumhe paane ki,
Deewane ki aur koi chahat nahi hai.

😍✨ झुकी पलकों के साथ तुम्हारा मुस्कुराना,
नज़रों का झुककर शरमाना सब कुछ कह जाता है।

😍✨ Jhuki palkon ke saath tumhara muskurana,
Nazron ka jhukkar sharmana sab kuch keh jaata hai.

💕💫 सोचकर तुझे निखरने लगी हूँ मैं,
बिना आईने के सवरने लगी हूँ मैं।

💕💫 Sochkar tujhe nikharne lagi hoon main,
Bina aaine ke sawarne lagi hoon main.

🥰💫 जब-जब मेरा दिल तुम्हारी मासूमियत देखता है,
तब-तब वो तुम्हारा हो जाता है।

🥰💫 Jab-jab mera dil tumhari masoomiyat dekhta hai,
Tab-tab wo tumhara ho jata hai.

🌹💖 मेरा मेहबूब इतना प्यारा है,
जैसे चांद के पास सितारा है।

🌹💖 Mera mehboob itna pyara hai,
Jaise chand ke paas sitara hai.

💖🌸 कोशिशें मेरी रंग ला रही हैं,
दिन-ब-दिन वो मेरी होती जा रही है।

💖🌸 Koshishe meri rang la rahi hain,
Din-b-din wo meri hoti ja rahi hai.

💌💕 उसूल बना लिया है हमने,
हर पल तुम्हें याद करने का और खुद को भूल जाने का।

💌💕 Usool bana liya hai humne,
Har pal tumhe yaad karne ka aur khud ko bhool jaane ka.

🥰💑 तुमसे झगड़के ही मुझे पता लगता है,
कि मुझे तुमसे कितनी मोहब्बत है।

🥰💑 Tumse jhagadke hi mujhe pata lagta hai,
Ki mujhe tumse kitni mohabbat hai.

💌✨ जिसे सोचकर ही दिल खुश हो जाए,
वो प्यारा सा खयाल हो तुम।

💌✨ Jise sochkar hi dil khush ho jaaye,
Wo pyara sa khayal ho tum.

🌷💕 तुम एक खूबसूरत गुलाब जैसी हो,
रातों को जगाए उस ख्वाब जैसी हो।

🌷💕 Tum ek khoobsurat gulab jaisi ho,
Raato ko jagaye us khwaab jaisi ho.

Cute Shayari in Hindi

Cute Shayari in Hindi
Cute Shayari in Hindi

🌸💖 तुम मेरी ज़िंदगी का वो हिस्सा हो,
जिस के बगैर सब कुछ अधूरा लगता है।

🌸💖 Tum meri zindagi ka wo hissa ho,
Jis ke bagair sab kuch adhoora lagta hai.

😍✨ तुम से मोहब्बत सिर्फ लफ्ज़ों तक नहीं,
ये दिल से रूह तक का सफर है।

😍✨ Tum se mohabbat sirf lafzon tak nahi,
Ye dil se rooh tak ka safar hai.

💕🌹 तुम्हारा नाम जब दिल ने लिया,
हर दर्द खुद ही खामोश हो गया।

💕🌹 Tumhara naam jab dil ne liya,
Har dard khud hi khamosh ho gaya.

🥰💫 तुम पास हो तो हर लम्हा हसीन है,
तुम दूर हो तो वक़्त भी रुक सा जाता है।

🥰💫 Tum paas ho to har lamha haseen hai,
Tum door ho to waqt bhi ruk sa jata hai.

💖✨ मोहब्बत की कोई वजह नहीं होती,
बस हो जाती है और बे-इन्तहा होती है।

💖✨ Mohabbat ki koi wajah nahi hoti,
Bas ho jati hai aur be-inteha hoti hai.

🌷💕 तुम मेरी हर दुआ में शामिल हो,
और मेरी हर खुशी की वजह भी।

🌷💕 Tum meri har dua mein shamil ho,
Aur meri har khushi ki wajah bhi.

❤️🌹 तुम्हारे साथ जीने का इरादा है,
सिर्फ ख्वाब नहीं ये वादा है।

❤️🌹 Tumhare sath jeene ka irada hai,
Sirf khwab nahi ye vaada hai.

💌💖 तुम से ही शुरू और तुम पर ही खत्म,
मेरी हर कहानी तुम हो।

💌💖 Tum se hi shuru aur tum par hi khatam,
Meri har kahani tum ho.

🥰🌸 तुम्हारी मौजूदगी से ही सुकून मिलता है,
वरना दिल तो कब का बेचैन रहने लगा था।

🥰🌸 Tumhari maujoodgi se hi sukoon milta hai,
Warna dil to kab ka bechain rehne laga tha.

💕✨ मोहब्बत तुम से इस क़दर हो गई है,
कि अब हर दुआ में सिर्फ तुम ही हो।

💕✨ Mohabbat tum se is qadar ho gayi hai,
Ke ab har dua mein sirf tum hi ho.

Cute Shayari for Gf

Cute Shayari for Gf
Cute Shayari for Gf

🥰💕 मुझे यह तो मालूम नहीं कि ज़िंदगी कितनी बड़ी है लेकिन,
जितनी भी है उसमें आपकी अहमियत सबसे बड़ी है।

🥰💕 Mujhe yeh to maloom nahi ki zindagi kitni badi hai lekin,
Jitni bhi hai usmein aapki ahmiyat sabse badi hai.

🌹💖 उस शख्स का मुझे मिल जाना,
मेरे लिए पूरी दुनिया जीत जाने के बराबर होगा।

🌹💖 Us shakhs ka mujhe mil jaana,
Mere liye poori duniya jeet jaane ke barabar hoga.

💌✨ तेरे वास्ते हैं मेरी हयात के सभी रंग,
तू जिस रंग भी निखरे, मैं उस रंग के सदके।

💌✨ Tere waste hain meri hayat ke sabhi rang,
Tu jis rang bhi nikhre, main us rang ke sadqe.

💕🌸 सब से क़ीमती तोहफ़ा वो रूह है,
जो तुम्हारे साथ रहने के सिवा कुछ नहीं मांगती।

💕🌸 Sab se qeemti tohfa woh rooh hai,
Jo tumhare saath rehne ke siwa kuch nahi maangti.

😍💖 तुझे देख लूं तो ग़म खुशी में बदल जाते हैं,
तुझे ना देखूं तो खुशी बेचैनी में बदल जाती है।

😍💖 Tujhe dekh loon to gham khushi mein badal jaate hain,
Tujhe na dekhun to khushi bechaini mein badal jaati hai.

🥰🌹 वो तुझे देखने की हसरत है,
वो मेरे प्यार की ही कसरत है।

🥰🌹 Woh tujhe dekhne ki hasrat hai,
Woh mere pyaar ki hi kasrat hai.

💖✨ इश्क है न जुनून है,
उस का साथ मेरे लिए सरापा-ए-सुकून है।

💖✨ Ishq hai na junoon hai,
Us ka saath mere liye saraapa-e-sukoon hai.

🌷💕 तू नहीं है तो अधूरी सी है दुनिया,
कोई मंज़र मुझे लगता नहीं मंज़र तेरा।

🌷💕 Tu nahi hai to adhoori si hai duniya,
Koi manzar mujhe lagta nahi manzar tera.

💌🥰 आंखों को ख्वाबों पर अगर यक़ीन होता,
तो ये दिल तुम्हें खोने के डर से ग़मगीन न होता।

💌🥰 Aankhon ko khwabon par agar yaqeen hota,
To ye dil tumhein khone ke dar se ghamgeen na hota.

❤️🌹 दिल से लगाने को मोहब्बत नहीं कहते,
जिस के बिना दिल न लगे उसे मोहब्बत कहते हैं।

❤️🌹 Dil se lagane ko mohabbat nahi kehte,
Jis ke bina dil na lage use mohabbat kehte hain.

Life Cute Shayari

Life Cute Shayari
Life Cute Shayari

🌷✨ तुझे देखकर ज़िन्दगी का हर लम्हा खूबसूरत लगता है,
क्योंकि तेरे हसीन चेहरे में एक नई रोशनी सी होती है।

🌷✨ Tujhe dekhkar zindagi ka har lamha khoobsurat lagta hai,
Kyunki tere haseen chehre mein ek nayi roshni si hoti hai.

💖😊 आँखें खुलते ही तुझे सोचते हैं,
इसलिए ज़िन्दगी की शुरुआत हर रोज़ कमाल की होती है।

💖😊 Aankhen khulte hi tujhe sochte hain,
Isliye zindagi ki shuruaat har roz kamaal ki hoti hai.

💕🌸 कुछ चीज़ें ज़िन्दगी में खुद-ब-खुद दिल में बस जाती हैं,
जिसमें सबसे पहले तेरा चेहरा होता है।

💕🌸 Kuch cheezen zindagi mein khud-ba-khud dil mein bas jaati hain,
Jismein sabse pehle tera chehra hota hai.

🥰💫 सुकून तब मिलता है जब तू बात करती है,
ज़िन्दगी का मज़ा तब आता है जब तू सामने होती है।

🥰💫 Sukoon tab milta hai jab tu baat karti hai,
Zindagi ka maza tab aata hai jab tu saamne hoti hai.

🌹💖 तेरी हँसी से ज़िन्दगी रोशन हो जाती है,
जहाँ तू देखे वहाँ खुशबू बिखर जाती है।

🌹💖 Teri hansi se zindagi roshan ho jaati hai,
Jahaan tu dekhe wahan khushboo bikhar jaati hai.

💞✨ जो मुश्किल से मिले वो है खुशी,
जो नसीब से मिले वो है हम।

💞✨ Jo mushkil se mile wo hai khushi,
Jo naseeb se mile wo hai hum.

😍🌸 ज़रा सा था कमाल का,
तुम्हारा मुस्कुराना जो हमें ले डूबा।

😍🌸 Zara sa tha kamaal ka,
Tumhara muskurana jo hume le dooba.

💕😊 मुस्कुराना उनकी अदा है,
और उनकी इस अदा पर हम फ़िदा हैं।

💕😊 Muskurana unki ada hai,
Aur unki is ada par hum fida hain.

🌷💘 हम किसी को अच्छे लगे ना लगे,
मगर हम दोनों एक दूसरे को बहुत अच्छे लगते हैं।

🌷💘 Hum kisi ko acche lage na lage,
Magar hum dono ek doosre ko bahut acche lagte hain.

❤️🌹 बहुत होंगे दुनिया में चाहने वाले तुझे,
लेकिन मेरे लिए तू ही मेरी दुनिया है।

❤️🌹 Bahut honge duniya mein chahne wale tujhe,
Lekin mere liye tu hi meri duniya hai.

Cute Shayari 2 Line

Cute Shayari 2 Line
Cute Shayari 2 Line

😍 मुस्कुराहट भी मुस्कराती है,
जब वो आपके होठों से होकर आती है।

Muskurahat bhi muskurati hai,
Jab wo aapke hothon se hokar aati hai.

💖 जो नशा उसकी आँखों में है,
वो किसी और की बाहों में कहाँ।

Jo nasha uski aankhon mein hai,
Wo kisi aur ki baahon mein kahan.

🌙 एक तेरा नाम रहे जुबां पर,
जैसे चाँद रहता है आसमां पर।

Ek tera naam rahe zubaan par,
Jaise chaand rehta hai aasmaan par.

😊 ज़रा सा था कमाल का,
तुम्हारा मुस्कुराना जो हमें ले डूबा।

Zara sa tha kamaal ka,
Tumhara muskurana jo hume le dooba.

💕 मेरी रूह की आवाज़ हो तुम,
कहा ना बहुत खास हो तुम।

Meri rooh ki awaaz ho tum,
Kaha na bahut khaas ho tum.

😍 तुम्हारी सुंदरता और भी बढ़ जाती है,
जब तुम्हारे चेहरे पर मुस्कान आ जाती है।

Tumhari sundarta aur bhi badh jaati hai,
Jab tumhare chehre par muskaan aa jaati hai.

💘 तुम्हारी जिस अदा को देखकर आती है जिस्म में जान,
उस खूबसूरत अदा का नाम है तुम्हारी मुस्कान।

Tumhari jis ada ko dekhkar aati hai jism mein jaan,
Us khoobsurat ada ka naam hai tumhari muskaan.

🌸 अगर मुझे समझना चाहते हो,
तो बस अपना समझो।

Agar mujhe samajhna chahte ho,
To bas apna samjho.

🥰 पास आओ एक अल्फ़ाज़ सुन लो,
प्यार है तुमसे बेपनाह बात सुन लो।

Paas aao ek alfaaz sun lo,
Pyaar hai tumse bepanaah baat sun lo.

❤️ वजह नहीं बनना है मुझे तेरी आँखों की नमी का,
मुझे तेरे होठों की मुस्कराहट पसंद है।

Wajah nahi banna hai mujhe teri aankhon ki nami ka,
Mujhe tere hothon ki muskurahat pasand hai.

Cute Shayari for Love

Cute Shayari for Love
Cute Shayari for Love

🥰 तुम मुझसे दूर बेशक हो,
पर तुझसे करीब मेरे कोई नहीं।

Tum mujhse door beshak ho,
Par tujhse kareeb mere koi nahi.

🌹 मेरी सबसे खूबसूरत एहसास हो तुम,
कभी सोचा है कितनी खास हो तुम।

Meri sabse khoobsurat ehsaas ho tum,
Kabhi socha hai kitni khaas ho tum.

💕 एहसास-ए-मोहब्बत के लिए इतना काफी है,
कि तेरे बगैर भी हम तेरे ही रहते हैं।

Ehsaas-e-mohabbat ke liye itna kaafi hai,
Ki tere bagair bhi hum tere hi rehte hain.

😍 फिक्र तो तुम्हारी हर वक्त रहती है मेरी जान,
फिर चाहे तुम गुस्सा करो या प्यार।

Fikr to tumhari har waqt rehti hai meri jaan,
Phir chahe tum gussa karo ya pyaar.

💖 अगर बात सुकून की है तो,
तुम्हारे सिवा कहीं नहीं मिलता।

Agar baat sukoon ki hai to,
Tumhare siwa kahin nahi milta.

🌸 लाखों चेहरे नजरअंदाज करके ये दिल,
सिर्फ तुमको देखना पसंद करता है।

Lakhon chehre nazarandaaz karke ye dil,
Sirf tumko dekhna pasand karta hai.

💞 दुनिया के साथ अब लोग मिलकर भी,
एक तेरी कमी पूरी नहीं कर सकते।

Duniya ke saath ab log milkar bhi,
Ek teri kami poori nahi kar sakte.

❤️ एक बात है दिल में आज हम तुम्हें बताते हैं,
हम तुमसे कुछ नहीं चाहते बस तुम्हें चाहते हैं।

Ek baat hai dil mein aaj hum tumhe batate hain,
Hum tumse kuch nahi chahte bas tumhe chahte hain.

🌷 दर्द चाहे जितना भी मिले,
प्यार हमेशा तुमसे ही रहेगा।

Dard chahe jitna bhi mile,
Pyaar hamesha tumse hi rahega.

😘 बात करने के लिए बहुत सारे लोग हैं,
पर इंतजार बस तुम्हारा ही रहता है।

Baat karne ke liye bahut saare log hain,
Par intezaar bas tumhara hi rehta hai.

Cute Shayari Short

Cute Shayari Short
Cute Shayari Short

🌸 तुम मुझ से दूर बेशक हो,
पर तुझसे करीब मेरे कोई नहीं। 💕

Tum mujh se door beshak ho,
Par tujhse kareeb mere koi nahi. 💕

🌷 हजारों पर नहीं मरता ये दिल,
जो मेरी पसंद है वह अरबों में एक है। 😍

Hazaron par nahi marta ye dil,
Jo meri pasand hai woh arbon mein ek hai. 😍

💞 मेरी सबसे खूबसूरत एहसास हो तुम,
कभी सोचा है कितनी खास हो तुम। ✨

Meri sabse khoobsurat ehsaas ho tum,
Kabhi socha hai kitni khaas ho tum. ✨

😊 बात करने के लिए बहुत सारे लोग हैं,
पर इंतजार बस तुम्हारा ही रहता है। ❤️

Baat karne ke liye bahut saare log hain,
Par intezar bas tumhara hi rehta hai. ❤️

🌹 अगर बात सुकून की है तो,
तुम्हारे सिवा कहीं नहीं मिलता। 🥰

Agar baat sukoon ki hai to,
Tumhare siwa kahin nahi milta. 🥰

💘 लाखों चेहरे नजर अंदाज करके ये दिल,
सिर्फ तुमको देखना पसंद करता है। 😘

Lakhon chehre nazar andaaz karke ye dil,
Sirf tumko dekhna pasand karta hai. 😘

💕 एक बात है दिल में आज हम तुम्हें बताते हैं,
हम तुमसे कुछ नहीं चाहते बस तुम्हें चाहते हैं। 🌷

Ek baat hai dil mein aaj hum tumhein batate hain,
Hum tumse kuch nahi chahte bas tumhein chahte hain. 🌷

✨ मेरे फोन की सबसे प्यारी,
नोटिफिकेशन तुम हो। 😍

Mere phone ki sabse pyari,
Notification tum ho. 😍

🌼 मुझे पसंद है तुमसे बात करना,
जबकि मेरे पास कहने को कुछ भी नहीं होता। 💖

Mujhe pasand hai tumse baat karna,
Jabki mere paas kehne ko kuch bhi nahi hota. 💖

💓 दर्द चाहे जितना भी मिले,
प्यार हमेशा तुमसे ही रहेगा। 🌹

Dard chahe jitna bhi mile,
Pyar hamesha tumse hi rahega. 🌹

Unique Cute Shayari Girls

Unique Cute Shayari Girls
Unique Cute Shayari Girls

🌸 तेरी मासूमियत देखकर लगता है जैसे कोई फ़रिश्ता उतर आया हो,
तेरी प्यारी सी मुस्कान दिल को हर पल भा गया हो। 💖

Teri masoomiyat dekhkar lagta hai jaise koi farishta utar aaya ho,
Teri pyari si muskaan dil ko har pal bha gaya ho. 💖

💕 जो नशा तेरी आँखों में है,
वो किसी और की बाहों में कहाँ है। 😍

Jo nasha teri aankhon mein hai,
Wo kisi aur ki baahon mein kahan hai. 😍

🌷 मेरा सफर अच्छा है,
मगर उससे भी अच्छा मेरा हमसफ़र है। 💞

Mera safar achha hai,
Magar usse bhi achha mera humsafar hai. 💞

😊 अगर मुझे समझना चाहते हो,
तो बस अपना समझो। ❤️

Agar mujhe samajhna chahte ho,
To bas apna samjho. ❤️

💫 फिज़ा में महकती शाम हो तुम,
मेरी ज़िंदगी का सबसे खूबसूरत नाम हो तुम। 🌹

Fiza mein mehakti shaam ho tum,
Meri zindagi ka sabse khoobsurat naam ho tum. 🌹

💖 मेरी रूह की आवाज़ हो तुम,
कहा ना… बहुत खास हो तुम। 🥰

Meri rooh ki awaaz ho tum,
Kaha na… bahut khaas ho tum. 🥰

🌹 बात सिर्फ इतनी सी थी कि तुम अच्छे लगते थे,
अब तुम्हारे सिवा कोई अच्छा नहीं लगता। 💞

Baat sirf itni si thi ki tum achhe lagte the,
Ab tumhare siwa koi achha nahi lagta. 💞

😍 हमको दीवाना कर दिया एक नज़र देखकर,
हम कुछ भी न कर सके बार-बार देखकर। ✨

Humko deewana kar diya ek nazar dekhkar,
Hum kuch bhi na kar sake baar-baar dekhkar. ✨

💐 तू हज़ार बार रूठेगी फिर भी तुझे मना लूँगा,
तुझसे दूर होकर खुद को सज़ा दूँगा। ❤️

Tu hazaar baar roothegi phir bhi tujhe mana loonga,
Tujhse door hokar khud ko saza doonga. ❤️

🌺 तेरी आँखों की सहूलत हो मयस्सर जिसको,
वो भला चाँद सितारों को कहाँ देखेगा। ✨

Teri aankhon ki sahoolat ho mayassar jisko,
Wo bhala chaand sitaron ko kahan dekhega. ✨

Cute Shayari for Boy

Cute Shayari for Boy
Cute Shayari for Boy

🌟 तुम्हारी मुस्कान पर दिल हर बार हार जाता है,
तुम्हें देखकर ये चेहरा खुद-ब-खुद निखर जाता है।

Tumhari muskaan par dil har baar haar jata hai,
Tumhe dekhkar ye chehra khud-ba-khud nikhar jata hai.

🌟 तुम जैसे लड़के कम ही इस दुनिया में मिलते हैं,
जो दिल में उतरकर हमेशा वहीं रहते हैं।

Tum jaise ladke kam hi is duniya mein milte hain,
Jo dil mein utarkar hamesha wahin rehte hain.

🌟 मेरा सफर अच्छा है मगर उससे भी अच्छा मेरा हमसफ़र है,
और वो तुम हो जो मेरे दिल के सबसे करीब है।

Mera safar achha hai magar usse bhi achha mera humsafar hai,
Aur wo tum ho jo mere dil ke sabse kareeb hai.

🌟 जो नशा तुम्हारी बातों में है,
वो किसी और की मुलाकातों में कहाँ।

Jo nasha tumhari baaton mein hai,
Wo kisi aur ki mulaqaton mein kahan.

🌟 तुम्हें देखकर हर दिन खास लगता है,
जैसे हर सपना मेरे पास लगता है।

Tumhe dekhkar har din khaas lagta hai,
Jaise har sapna mere paas lagta hai.

🌟 दिल चाहता है बस तुम्हारा ही नाम लिखूँ,
हर खुशी और हर शाम तुम्हारे नाम लिखूँ।

Dil chahta hai bas tumhara hi naam likhun,
Har khushi aur har shaam tumhare naam likhun.

🌟 तुम्हारी फिक्र हर पल रहती है मुझे,
चाहे तुम पास हो या दूर कहीं।

Tumhari fikr har pal rehti hai mujhe,
Chahe tum paas ho ya door kahin.

🌟 लाखों चेहरों में भी दिल तुम्हें ही चुनता है,
हर बार तुम्हारा ही इंतजार करता है।

Lakhon chehron mein bhi dil tumhe hi chunta hai,
Har baar tumhara hi intezar karta hai.

🌟 तुम्हारी आँखों में कुछ ऐसा जादू है,
जो हर बार मुझे अपना बना लेता है।

Tumhari aankhon mein kuch aisa jaadu hai,
Jo har baar mujhe apna bana leta hai.

🌟 अगर सुकून की कोई तस्वीर होती,
तो उसमें सिर्फ तुम्हारा चेहरा होता।

Agar sukoon ki koi tasveer hoti,
To usmein sirf tumhara chehra hota.

See More:

Conclusion

Cute Shayari sirf pyare lafzon ka sangam nahi, balki dil ki un meethi feelings ka izhaar hai jo kabhi muskaan ban kar aur kabhi yaad ban kar dil mein bas jaati hain. Chahe dosti ho, mohabbat ho ya kisi khaas rishte ki baat, Cute Shayari har emotion ko simple aur dilchasp andaaz mein bayan karti hai. Isi wajah se log Cute Shayari in Hindi ko WhatsApp status, Instagram captions aur apne loved ones ke saath share karna pasand karte hain.

Umeed hai ki is collection mein aapko apne dil ki baat kehne ke liye perfect Cute Shayari mili hogi. Apni favourite shayari ko doston, partner ya kisi khaas insaan ke saath share karein aur unke chehre par ek pyari si smile le aayein. Agar aapko yeh Cute Shayari collection pasand aaya ho, to ise share karna na bhoolen aur aur bhi behtareen Cute Love Shayari, Cute Friendship Shayari aur 2 Line Cute Shayari padhne ke liye hamare doosre collections bhi zaroor explore karein. 💖

FAQs

1. Cute Shayari kya hoti hai?

Cute Shayari pyare aur dil ko chhoo lene wale lafzon ka collection hoti hai jo dosti, pyaar aur khaas rishton ki feelings ko simple andaaz mein bayan karti hai.

2. Kya main Cute Shayari ko WhatsApp status aur Instagram captions mein use kar sakta/sakti hoon?

Haan, bilkul. Cute Shayari short, shareable aur attractive hoti hai, isliye WhatsApp status, Instagram captions, Facebook posts aur DMs ke liye perfect hai.

3. Sabse popular Cute Shayari kaunsi hoti hai?

2 Line Cute Shayari, Cute Love Shayari aur Cute Friendship Shayari sabse zyada pasand ki jaati hain kyunki ye kam lafzon mein gehri feelings express karti hain.

4. Kya main in Cute Shayari lines ko personalize kar sakta/sakti hoon?

Ji haan. Aap apne dost, partner ya kisi khaas insaan ka naam, yaad ya inside joke add karke shayari ko aur bhi unique aur meaningful bana sakte hain.

5. Cute Shayari in Hindi kahan use ki ja sakti hai?

Cute Shayari in Hindi ko WhatsApp, Instagram, Facebook, Snapchat, greeting cards aur personal messages mein use karke apni feelings ko pyare andaaz mein share kiya ja sakta hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top